AI do jagah kaam aata hai: 1) video ki awaaz se Hinglish words likhna, 2) spelling theek karna. Iske bina bhi app chalta hai, bas captions thode kachche aate hain.
Key sirf aapke computer par ~/.caption-studio/ mein rehti hai — app folder, zip ya GitHub mein nahi jaati.
Roman = ke beech mein · Native = के बीच में. Hinglish hamesha roman aata hai.